Seerate Mustafa
Book Description:
Nabiye Kareem ﷺ Ki Seerat Par Maazi Qareeb Mein Likhi Gai Ek Jaame Kitab Jis Mein Seerat Ke Kai Gosho Par Tafseeli Bayaan Maujood Hai
Book Details:
Name |
Seerate Mustafa |
Author |
Allama Abdul Mustafa Aazmi |
Translator |
AMO Translation Team |
Pages |
751 |
Language |
Roman Urdu |
Category |
Seerat |
Publisher |
Sabiya
Virtual Publication |
Mashallah
ReplyDeleteJazakallahu Khaira
Allah Ta'ala apko Dono Jahaan ki Bhala'e Naseeb Farmaye 🤲
آمین
DeleteJazakallahu Khaira ❤️❤️❤️
ReplyDeleteاللہ تعالیٰ مزید برکتیں عطا فرمائے آمین
ReplyDeleteAssalamualaikum Wa Rahmatullahi WA Barakatuh hazrat Abhi Jo Naye risale aye hai sab ke sab Hindi main bhaje Maher bani hogi
ReplyDeleteMasha Allah
ReplyDeleteMe kab se is tarah ki kitab khoj raha tha, mashallah mujhe yaaha mil gaayi
ReplyDeleteMasha Allah
ReplyDeleteAbde Mustafa team Roman urdu me Ahle Sunnat kitabe Publish kar Behtarin kam kar rahe rahe aur Allah ta'la aapko majeed kamyabi de
Aur Aap logo se request hai ki Ala Hazrat ki Arabi me likhi kitabo ka bhi urdu ya hindi tarjuma kar use bhi roman urdu me publish kare taaki awam ko Ala Hazrat ki talimat aur unke Ilm ka fayada pahunche
Humari taraf ki kisi tarh ki help chahiye to bataye please
Jazzak Allah
Assalamualaikum
ReplyDeleteJazakallahu khairan aplog bahot acha kaam kar rahe hain Allah qubool farmaye ameen. Ek guzarish hai Hazrat Qazi Ayyaz رَحِمَهُ الله ki AS-SHIFA ko bhi Roman Urdu me kijiye please.
Aur ek Guzarish ye hai ke is kaam me mai bhi saat dena chahta hun as a transliterator fee sabeelAllah.
Jazakallah
Please contact me through Gmail= khajarahmath75@gmail.com
DeleteMasha Allah Bahut hi Umda Kaam kar rahe hain, Aapki Apne Pyare Habeeb Sallallahu Alaihi Wasallam ke Sadqe AMO team ko Shaad o Aabad rakhe or Khoob Khoob Deen e Haq ke liye Kaam karne ki Taufeeq Ataa farmaye
ReplyDeletePost a Comment